Admob par cpc low kyu hota hai - Admob Safe Earning

Admob par cpc low kyu hota hai

Share:
Admob par cpc low kyu hota hai

Friends, Aaj ke iss blog me hum baat karenge ki Admob par cpc kyu low ho jaata hai, doston admob par bahut saare user active hote jaa rahe hai aur unko Admob ke rules aur terms & condition ki nahi pata hota hai Aur Apne Application ke Ads par clicks karte hai nahi to Apne doston par karwaate hai, jisse unka cpc bhi bahut low hota hai Aur Isliye unka Google Admob account Disable bhi ho jaata hai.

Doston, self click karne ke liye bhi bahut si safe trick hoti hai jisse hamaara admob account safe rahta hai Aur CPC bhi high rahta hai. kuch aise information aur secret tricks hai jo bahut se Admob users ko nahi pata hoti jiske kaaran wo Apna Admob account suspend karwa late hai.


Kuch tips aur tricks hai Jisse Hum Google Admob par high cpc le sakte hai aur Admob Account ko Safe rakh sakte hai.

1. Same Ads par click nahi karna chahiye kyunki Same Ads par hum click karte hai to Google ki knowledge me Aa jaate hai wo jaanta hai ki same ads par ek user baar baar clcik nahi krega iske kaaran unka CPC bahut kam hota hai.

2. Ads par click karte hi Ek dam back hone se bhi CPC bahut low rahta hai ya phir click invalid bhi ho jaata hai, hamko Ads par click karke jab website open hoti hai to hamko website par kam se kam 3 minute tak surfing karna hai jisse Google ko lage ki Ye Genuine users hai isne website par der tak visit kiya hai Aur hamko Ek Valid click mil jaata hai wo bhi high CPC ke sath.

3. High impression hone chaahiye ji haan doston Agar Aapke impression bahut kam hai Aur click jyada hai to isse kaafi problemb ho jaati hai hamko Low cpc to milta hi hai Sath me Page CTR level increase ho jaata hai jisse hamara Google Admob Account Suspend hone ki kaafi chances hote hai.

4. Auto impression se bhi hamare Google Admob Account ko bahut khatra rahta hai kyunki bahut jyaada impression bhi nhi hine chaahiye Auto impression waale Apps se hamko 4 guna impression mil to jaate hai but Google ko pata chal jaata hai ki Iska Apps Playstore par to nahi hai to phir iske itne jyada impression kaise ho gaye isliye doston auto impression se bhi hamare admob account ko khatra rahta hai.



No comments