Khud ke Apps par ads Show na hone ka main Reason kya hota hain? - Admob Safe Earning

Khud ke Apps par ads Show na hone ka main Reason kya hota hain?

Share:
Atish kumar
8800831595


Khud ke Apps par ads Show na hone ka main Reason kya hota hain?

 Doston, Aaj ka Topic hai Jab Ham Google Admob par new Account Create Karte hai Aur Ad unit id Gennerate karte hain Aur Apne Apps me Apply kar Dete hain jisse Hamaare apps me ads Aane chaahiye but kabhi kabhi hamare khud ke Apps par Ads show nahi hote iska main kaaran kya Hota hain mein iss blog ki help se Aapko poori jaankari de raha hu.


1. Agar Aapne New Admob Account se Banner Ad id Aur Interstitual ad id gennerate karke Apps Create kiya hain Aur Uss Apps par Ads show nahi hote, iska main Reason ye hota hain ki Jab Admob par New Acount create hota hain Aur Aap login karte ho to Login hote hi Admob par ek Notification Aata hain ki when you Payment details fill otherwise no ads show and no earning show in your Admob Account.
  Isliye Jab tak hum Admob ki payment Aur Address details nahi fill karenge to tab tak Google Ads Nahi show honge Aapke Apps par aur Earning bhi Show nahi hogi. 

2. Dusra Main Reason hota hain ki Jab tak Aap banner ad id aur interstitual ad id sahi tarike se Gennerate nahi ki hain, iss wajaah se Aapke apps par Ads show nahi honge.

3. Sabse Main Reason ye bhi hota hain agar appko kaam karte karte aapke Apps me ads Aana band ho jaay to Doston, samjh Lena hoga ki Aapka Accoun Suspend ho chuka hain.

 Application Cahrgable
Note- Agar Aapko Apps create karwaana hai to mujhse comment box me mail kare aur Banner ad id aur interstitual ad id mail kare.

No comments